TUNING : STANDARD |EADGBe|
- Capo on Ist fret
CHORDS
Em . D . C . Am . Bm . G . A
VERSE
Em D
Kise poochun, hai aisa kyun
Am Bm
Bezubaan sa, ye jahaan hai
Em D
Khushi ke pal, kahan dhoondhun
Am G
Benishan sa, waqt bhi yahan hai
Am C
Jaane kitne labon pe gile hain
Em C
Zindagi se kayi faasle hain
Am Bm
Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
C D C
Lakeerein jab chhoote in haathon se yoon bewajah
CHORUS x2
Em C
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
D Bm G
se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa
BRIDGE
Em
Saanson ne kahan rukh mod liya
C D
Koi raah nazar mein na aaye
Em
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
A C
Kahan chhode in jismon ne saaye
D C
Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yahan
D C Em
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan
CHORUS x2
Em C
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
D Bm G
se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa
End.
The Role of Group Counseling in Navigating Grief and Finding Connection
Many people struggling with loss find comfort in seeking support through professional help. For those looking to connect with others who understand, grief counseling can provide a meaningful first step.